Doosra Azeem-us-Shaan Muqabla

88,000 Bharatiya ya 262,000 Pakistani Rupaye ke Inaamaat

Muqable mein shirkat karein


Pehla muqabla
Doosra Azeem-ush-Shaan Muqabla

Al-Huda Academy ke muqable muft mein online munaqid kiye jate hain, jahan talabah ko apni salahiyaten aazmane ka mauqa milta hai. Kamiyab hone wale talabah ko maali inaamat diye jate hain — taaki woh mazeed mehnat karein aur apni taleem mein behtareen kaarkardagi ka muzahirah karein.

55,000 Pakistani Rupees
30,000 Hindustani Rupees
tak Kul inaamaat ki miqdaar

Pehla Hissa

Top 5 · First Semester

First Semester (Diploma) mukammal karne wale top 5 talabah in inaamaat ke ahel hongay.

1 Pehla — yaa is ke masaawi Doller ($) 12,000 INR / 27,000 PKR
2 Dosra — yaa is ke masaawi Doller ($) 10,000 INR / 23,000 PKR
3 Teesra — yaa is ke masaawi Doller ($) 9,000 INR / 20,000 PKR
4 Chautha — Doller ($) ke barabar 8,000 INR / 18,000 PKR
5 Panchwan — yaa is ke masaawi Doller ($) 7,000 INR / 15,000 PKR

Hissa Doam

Har Diploma · 2 Talaba

Har diploma se do namayan talaba in inaamaat ke ahel hongay.

1

Pehla namayan talib-e-ilm

5,000 INR / 11,500 PKR

2

Dosra namayan talib-e-ilm

4,000 INR / 9,000 PKR

Sharait & Malomat

Zaroori Nukaat
Faisle ki taareekh
30 / 11
2025

Is taareekh se teen haftoon ke andar inaamaat taqseem kiye jaenge.

  • Academy mein register koi bhi shaqs, aur jisne ek yaa ek se ziyaadah diploma haasil kiye hon, wo muqable mein hissa lene ka ahel hoga.
  • Hissa lene ke liye kisi khaas registration ki zaroorat nahi hay — lekin talib-e-ilm ka data mukammal hona chahiye.
  • Ek talib-e-ilm ko do mukhtalif hisson se do inaam nahi milenge; in ke darmiyan sab se ziyaadah qeemat wala inaam milega.
  • Agar dosre hisse mein do talib-e-ilmon ne ek jaisa number haasil kiya, to jo ziyaadah taleem-yaftah hoga, use tarjeeh milegi.